Kis mein hai kitni wafa janta hai yeh ander ki batien Khuda\
Bura janta hai bhala janta hai wo bande k dil mein hai kia janta hai
Muhabbat ka mujhko marz deny wala wo kab is maraz ki dua janta hai
Guzara hai jewab bari muskilon se mere bary mein koi kia janta hai
Mere dil mein uska basera hai her dam wo q mujhse khudko juda janta hai
Nibha kesy hota hai usko khabar kia wafaon k badly jafa janta hai
Wohi teri kashti Daboye ga Jise apna tu na Khuda janta hai

0 Comments:

Post a Comment



Newer Post Older Post Home