Gaya Zamana Bohat Suhana tha

Gaya Zamana Bohat Suhana tha
Jo Yaad Aaon to lout aana
Humain Tumhari hee Juztuju Hai
Tumhari Chahat ki aarzu hai
Yeh baat tum kabhi to samjho
Hamari Chup mein bhi guftugu hai
Samjh sako to hamy batana
Jo yaad aaon tou lout aana

0 Comments:

Post a Comment



Newer Post Older Post Home