Aik taza hakayat hai sun lo tou inayat hai

Aik taza hakayat hai sun lo tou inayat hai
aik shaks ko dekha tha taroon ki tarah humne
aik shaks ko chaha tha apno ki tarah humne
aik shaks ko samjha tha phoolon ki tarah humne
wo shaks kiyamat tha kia uski kerin batien
din uske liye peda aur uski hee thi ratien
kam milna kisi se tha humse thi mulakatien
rang uska shahbabi tha aankhien thi k jadoo tha palky thi talwary
dushman bhi agar dekhy soo jan se dil hary
Kuch tumse milta tha bataoo ma shabat ma hai tumsa hee lagta tha
shokiyoun mein shararet mein
lagta bhi tumsa tha dastoor-e-mohabbat mea
wo shaks humy aik din apno ki tarah bola
taroo ki tarah dooda
phoolon ki tarah toota
phir haath na aaya wo
hum ne bohat dhoonda
tum kis liye chonkay ho
kab ziker tumhara hai
kab tumse tazkara hai
kab tumse takaza hai
kab tumse shikyat hai
aik taza hakayat hai sun lo tou eniyat hai

0 Comments:

Post a Comment



Newer Post Older Post Home